Life is test Islam is best Namaz is must Aakhairat is for rest World is only dust If Quran is in chest nothing need next obey Allah first “Success” … [Read more...]
Islamic Shayari
Islamic shayari or Islamic poetry mean poetry on Islam and All Muslims loves to read Islamic shayari. Allama Iqbal was a great poet of Islamic shayari and we will also keep it update. Urdu Islamic shayari, Hindi Islamic Shayari, Islamic sms shayari are most searched terms.
Quran ki faryaad
Quran ki faryaad taaqo mein sajaya jaata hoon, aakhon se lagaaya jaata hoon taweez banaya jaata hoon, dho dho ke pilaaya jaata hoon juzdaan hareer-o-resham ke aur phool sitaare chaandi ke phir itr ki baarish hoti hai, khusbu mein basaaya jaata hoon jiss tarha se tota maina ko kuchh bol sikhaaye jaate hain iss tarah parhaaya jaata hoon, iss tarah sikhaaya jaata hoon jab qol-o-qasam lene ke liye takraat ki nobat aati hai phir meri zaroorat parrti hai, haathon mein uthaaya jaata hoon dil soz se khaali rehte hain, aankhen hain ke num hoti hi nahin kehne ko main ek ek jalse mein … [Read more...]
Aqal Ko Tanqeed Say Fursat Nahi
Aqal Ko Tanqeed Say Fursat Nahi Aray Isqh Par Amaal Ki Bunyaad Rakh … [Read more...]
Mujhe Zindagi Mai Ya Rab
Mujhe Zindagi Mai Ya Rab Sar-E-Bandagi Ata Ker Meray Dil Ki Be-Hisi Ko Gham-I-Aashiqi Ata Ker Teray Dard Ki Chamak Ho, Teri Yaad Ki Kasak Ho Meray Dil Ki Dharkano Ko Nai Be-Kali Ata Ker Jo Tujhi Se Lo Laga De, Jo Mujhey Mera Pata De Meray Ahed Ki Zuban Mai Mujhe Gum- Rahi Ata Ker Jo Dilon Mai Noor Ker De Wo Hi Roshini Ata Ker Mai Safr Mai So Na Jaon ,Mai Yahin Pe Koh Na Jaon Mujhe Zoq-O-Shoq-I-Manzil Ki Hama-Hami Ata Ker Bari Duur Hai Abhi Tak Rag-I-Jan Ki Musafat, Jo Dia Hai Qurb Tu Ne Tu Shahor Bhi Ata Ker Bhari Anjuman Mai Rah Ker Na Hua Aashana Kisi Se Mujhe Doston … [Read more...]
Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai
Allah Insaan Sey Fermata Hey Meri Teraf A Ker To Dekh Mutawjah Na Hoon To Kehna Meari Rah Main Chal K To Dekh Rahain Na Khool Doo To Kehna Mujh Sey Sawal Ker K Dekh Bakhshish Ki Had Na Ker Doon To Kehna Meray Liye Beyqader Ho K To Dekh Qader Ki Had Na Ker Doon To Kehna Meray Liye Lut K To Dekh Rehmat K Khazaney Na Luta Doon To Kehna Meray Liye Bik K To Dekh Anmool Na Ker Doo To Kehna Mujhey Rab Maan K To Dekh Sab Sey Beyniyaaz Na Kerdoo To Kehna Meray Khuaf Sey Ansoo To Baha K To Dekh Maghfirat K Darya Na Bahadoo To Kehna Wafa Ki Laaj Nibha K To Dekh Ata Ki … [Read more...]
Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai
Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai Farishto Yeh Day Do Paigham Unko Khabar Ja Kay Day Do Unko Farishto Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai Madina, Madina,Madina,Madina Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina Madina, Madina,Madina,Madina Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina Wafa Tum Na Dekho Gay Hargiz Kisi Main Zamana Wo Aisa Qareeb Aa Raha Hai Hifaazat Karo Apnay Iman-o-Deen Ki Zamana Wo Aisa Ajeeb Aaa Raha Hai Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai Bulandi Pay Apna … [Read more...]
Sauda Bhi Chor Day
Waaiz Kamaal-e-Tark Say Yaan Muraad Duniya Jo Chor Di Hai Toh Uqba Bhi Chor Day Taqlid Ki Rawish Say Toh Behtar Hai Khudkushi Rasta Bhi Dhoond Khizr Ka Sauda Bhi Chor Day … [Read more...]
Jub Wo Zaban Deta Hai
Be-Zubanon Ko Jub Wo Zaban Deta Hai Parhne Ko Phir Wo Quraan Deta Hai Bakhshne Pe Aye Jub Ummat K Gunahon Ko Tohfe Mai Gunahgaron Ko Ramzan Deta Hai … [Read more...]
Paiwastah Rah Shajar Se
Aankhon Ko Ho Sakay To Zara Ashkbaar Rakh Paiwastah Rah Shajar Se Ummeed-E-Bahar Rakh Gham Se Jo Hai T-Alluq Usay Ustwaar Rakh Rakhna Hi Hai Agar To Dil-E-Sogwaar Rakh Sarchashma Terey Dil Main Muhabbat Ka Hai Agar Sookhay Har Aik Hont Pe Aansoo Ki Dhaar Rakh Aiy Maut Zindagi Ka Abhi Haath Main Hai Haath Thamoonga Tera Haath Bhi, Tu Aitbaar Rakh Dil Main Naheen Jo Ishq To Kaahe Ki Bandagi Sajday Main Apnay Sar Ko Agarche Hazaar Rakh Kaaba Agar Naheen To Isay Butkada Bana Dil Main Khuda Ki Yad Ya Tasveer-E-Yar Rakh Hamlay Shadeed Honge Anaa Ke Khatiib Phir Qaaim Khudi … [Read more...]
Quran Haathon Mein Leke Naabiinaa Ek Namaazii
Quran Haathon Mein Leke Naabiinaa Ek Namaazii Labon Pe Rakhataa Thaa Donon Aankhon Se Chuumataa Thaa Jhukaake Peshaanii Yuun Aqiidat Se Chhuu Rahaa Thaa Jo Aayatien Parh Nahiin Sakaa Un Ke Lams Mahasuus Kar Rahaa Ho Main Hairaan Hairaan Guzar Gayaa Thaa Main Hairaan Hairaan Thahar Gayaa Huun Tumhaare Haathon Ko Chuum Kar Chhuu Ke Apanii Aankhon Se Aaj Main Ne Jo Aayatien Parh Nahiin Sakaa Un Ke Lams Mahasuus Kar Liye Hain … [Read more...]