Palkon ki nami mein chupa kr sapno ko, Hum ne unhe jane ki ijazat de di, Hum toot kr bikhar gaye tukroon mein, Aur unhe muskurane ki ijazat de di… … [Read more...]
Kahan hota hai
Jis ghari us ki yadon ka sama hota hai, Phir muyassar mujhe aram kaha hota hai, Hosla mujh mein nahi us ko bhula dene ka, Kaam sadiyon ka lamhon mein kahan hota hai… … [Read more...]
Aadat hi bana li hai es sheher k logon nay
Aadat hi bana li hai es sheher k logon nay Andaaz badal lena,awaaz badal lena Dunia ki muhabbat main atwaar badal lena Mosaum jo naya aaye raftaar badal lena Agyaar wohi rakhna aehbaab badal lena Aadat hi bana li hai es sheher k logon nay Rasty main agar milna nazron ko jhooka lena Awaaz agar do to katra k nikal jana Har ek say juda rehna har ek say khafa rehna Har ek ka gila karna Jaty hoye raahi ko manzil ka pata day kar rasty main rula dena Aadat hi bana li hai es sheher k logon nay … … [Read more...]
Na tujhe chor sakte hai
Na Tuje Chor Saktay hain Tere ho bhi nhi saktay, Ye Kesi Bebasi hy Ham ro bhi nhi saktay, Ye Kesa Dard Hy Hmein Pal Pal Tarpaey Rakhta Hy, Teri Yaad Aati Hy To Phr So Bhi Nhi Saktay, Chupa Saktay Hain Na Dikha Saktay Hen Logon Ko, Kuch Aesay Daagh Hain Dil Per Ham Dho Bhi Nhi Saktay. Kaha To Tha Chor Deingay Ye Nagar Phr Ruk Gaey Lakin, Tumhein Paa To Nhi Saktay Lakin Kho Bhi Nhi Saktay. Hmara Aik Hona Bhi Nhi Mumkin Raha Ab To, Jein Kesay Keh Tum Se Door Reh Bhi Nhi Saktay. … [Read more...]
Muhabbat ki wakalat nai ki ja sakti
Ab muhabbat ki wakalat nai ki ja sakti shehr bhr sy to adawat nai ki ja sakti mera chehra meri ankhien hain salamat ab b kon kehta hai wazahat nai ki ja sakti baat ye hai k koi toot k chahey to sahi hr kisi sy to muhabbat nai ki ja sakti aankh kehti hai kahin or chaley jayen hm.. dil ye kehta hai k hijrat nai ki ja sakti loh-e-dil pr yehi tehreer likhi hai “wasi” ishq walon ko naseehat nhi ki ja sakti. … [Read more...]
kabi jo hum nahi hon gay
kabi jo hum nahi hon gay… kaha kis ko batao gay… wo apni uljanein sari.. wo becheini main doobe pal…. wo aankhon main chupe aansu… kise phir tum dikhao gay… kabi jo hum nahi hon gay… boht bechan hon gay… boht tanha reh jao gay… abi b tum nahi samjhay… humari ankahi batain… mgr jab yaad aayein gay… boht tum ko rulayein gay… boht chaho gay phir b… hamay na doond pao gay…!! … [Read more...]
woh wafaon jaisa hai
saaari dunya hai meray wastay dozakh ki tarah, haan magar shakhs woh meri panahoon jaisa hai, uski baaton se zindagi ka guma hota hai, bewafa hai sabhi per woh wafaon jaisa hai, uska mann saaf hai jaisay koi ujlah suraj, itna pakeeza k meri duaon jaisa hai .. … [Read more...]
aik shakhs ka main bohat khayal rakhta tha
Labon pay harf na hi koi sawal rakhta tha Kabhi main zabt main itna kamal rakhta tha Khaber kahan thi mujhy wo bhool jaye ga Aik aik cheez jo meri sambhal rakhta tha Bichartay waqt bazahir to kuch na bola tha Mager nigah main so so sawal rakhta tha Woh muskura kay bohat dair chup sa raha Hansi ki aar main jaise malal rakhta tha Suna hai ab log usay bohat satatay hain Jis aik shakhs ka main bohat khayal rakhta tha … [Read more...]
Hansata hai ishq rulata hai ishq
Hansaata hai ishQ rulaata hai IshQ rang kaise kaise dikhaata hai ishQ Daulaat hai ishQ ,shohraat hai ishQ Husan ke bazaar main bikta hai ishQ Izhaar hai ishQ,aur Inkaar hai ishQ Dil ko beqaraar bhi kar deta hai ishQ Deedaar hai ishQ, iNtezaar hai ishQ har koi Duao.n maiN mangta hai ishQ kahiN aabaad, kahiN barbaad hai ishQ Mausam ki tarah karwat badalta hai ishQ Hai mandir main ishQ,maszid maiN ishQ Khuda bhi apne bando.n se kaarta hai ishQ IshQ ki chiNgari se bachale damaN “ASIF” rabb ki QASAM bahot tadapata hai ishQ … [Read more...]
dil se dil milaane ka naam he ishq
dil se dil milaane ka naam he ishq, khabon ko sajaane ka naam he ishq! mar mite jo hoton ki jumbish par, us diwaangi ka naam he ishq! unke chehre par ik hasi ke liye, so gham uthaane ka naam he ishq! aa jaayen kabhi jo aankhon mean, un ashkon ko apni palkon mean lene ka naam he ishq! na uff kare na aah kare na peshani pe shikan bhare, khud ko mohabbat ke naam pe mitane naam he ishq! na kar khafa na ho khafa na le wafa ka to sila, bina shart saath nibhane ka naam he ishq! guzaar de too zindagi na mout hi juda kare, is tarha saath nibhane ka naam he ishq! … [Read more...]