fal-safe ishq me.n pesh aaye savaalo.n kii tarah ham pareshaa.N hii rahe apane Khayaalo.n kii tarah shiishaagar baiThe rahe zikr-e-masiihaa lekar aur ham TuuT gaye kaa.Nch ke pyaalo.n kii tarah jab bhii a.njaam-e-muhabbat ne pukaara Khud ko vaqt ne pesh kiyaa ham ko misaalo.n kii tarah zikr jab hogaa muhabbat me.n tabaahii kaa kahii.n yaad ham aaye.nge duniyaa ko havaalo.n kii tarah … [Read more...]
Ghazal Shayari
Are you searching Ghazal shayari or Ghazal poetry so you are on right place we have great and fresh collection of ghazal poetry, ghazal shayari, poetry ghazal, urdu poetry ghazal, ghazal poetry urdu, urdu ghazal poetry, sms ghazal poetry, urdu ghazal shayari, urdu shayari ghazal, ghazal urdu shayari, hindi ghazal shayari, ghazal poetry SMS and much more that you want to read in shayari section. We are updating this section regularly so keep touch with www.waffa.co
Bohat hi chaah se, hasrat se dekhte hain log,
Bohat hi chaah se, hasrat se dekhte hain log, Phir aayiney ko bhi wehshat se dekhte hain log, Badal diya hai mujhe hijraton ke mausam ne, Jidar bhi jata hoon khairat se dekhte hain log, Najane mujhpe yeh kya tu ne parrh ke phoonka hai, Meri taraf bhi mohabbat se dekhte hain log, Yahan har aankh pe tera hi hukkam chalta hai, Sau tujh ko teri ijazat se dekhte hain log, Yeh kya kashish hai teri jheel jesi ankhon mein, Jo aese shauq-e-shahadat se dekhte hain log, Main phir bhi us ko mohabbat ka naam deta hoon, Mujhe khabar hai murawat se dekhte hain log, Tum aese kab ho ke shamsheer … [Read more...]
Siskian Leti Howi Ghamgeen Hawaon, Chup Raho
Siskian Leti Howi Ghamgeen Hawaon, Chup Raho So Rahain Hain Dard, In Ko Mat Jagao, Chup Raho Raat Ka Pathar Na Pighlay Ga Shuaaon Ke Bagair Subaah Honay Tak Na Bolo Ham Nawao, Chup Raho Band Hain Sab Mai Kaday, Saaqi Banay Hain Mohtasib Ay Garajti Goonjti Kaali Ghataaon,Chup Raho Tum Ko Hai Maaloom Aakhir Kon Sa Mausam Hai Ye Fasl-e-Gul Aanay Talak Ay Khushnawao, Chup Raho Soch Ki Deewaar Se Lag Kar Hain Gham Baithay Howay Dil Mein Bhi Naghma Na Koi Gungunao, Chup Raho Chhat Gaye Haalaat Ke Baadal Tou Dekha Jaaye Ga Waqt Se Phele Andhairay Mein Na Jao, Chup Raho Kiun Shareek-e-Gham … [Read more...]
Tere mehndi lage hathon pe mera naam likha hai,
Tere mehndi lage hathon pe mera naam likha hai, Zara se lafzz main kitna paighaam likha hai, Yeh teri shaan ke shayaa’n nahin lekin majboori, Teri masti bhari ankhon ko mene jaam likha hai, Main shayar hoon, magar agey na barh paya riwayat se, Labon ko pankhrri*, zulfon ko mene shaam likha hai, Mujhe maut aaye gi jab bhi tere pehluu main ayegi, Tere gham ne bohat acha mera anjaam likha hai, Meri qismat mein hai ik din griftaar-e-wafaa hona, Mere chehre pe tere pyaar ka ilzaam likha hai, Qateel ik khubsurat buut* hai, main jis ka pujaari* hoon, Mere mazhab ke khaaney mein magar … [Read more...]
Hamari aankhain bhi ho jaen khoobru* aankhain,
Hamari aankhain bhi ho jaen khoobru* aankhain, Hamari aankhon pe rakh de kabhi jo tuu aankhain, Hamaisha rehti hain teri talash main janaan, Hamaisha kerti hain teri hi aarzu aankhain, Na janay konsay jalwon ki justuju hai inhain, Bhatak rahi hain faza main jo chaarsu aankhain, Ye mojza bhi to kuch kam nahi k shaam_o_sehar, Tumharay hijer main rehti hain baa’wazu aankhain, Tera firaq, teri justuju, teri hasrat, Ye zakhm zakhm tabasum lahuu lahuu aankhain, Naseeb mera bhi roshan ho surat_e_mehtaab, Kbhi jo ker dain mohabat ko surkhruu aankhain, Bicher ke tujh say main zinda na reh … [Read more...]
Khawb haseen hon to tabeerain rulaa deti hain,
Khawb haseen hon to tabeerain rulaa deti hain, Hum ghareebon ko hamari taqdeerain rula deti hain, Paro’n ko apne dekh kar azaad dil ko sakoon hota hai, Magar paaon main parri huyi zanjeerain rulaa deti hain, Raat ko teri yaad chain se nahi soney deti, Din charhey to kamrey main lagi tasveerain rulaa deti hain, Yu’n to main khaasa khush’mizaaj hoon Waqas, magar, Kabhi kabhi teri at’aa kardaa gham ki jageerain rula deti hain.. … [Read more...]
Haaye Wo Lamha Ke Jab Tujh Se Shanasaayi Howi
Haaye Wo Lamha Ke Jab Tujh Se Shanasaayi Howi Phir Jo Honi Thi Meri Jaan Wo Ruswaayi Howi Apni Nakaam Mohabbat Ka Na Yun Charcha Karo Zakham Barh Jaye Ga Gar Is Ki Paziraayi Howi Phir Zamanay Mein Kisi Ne Ose Dekha Na Suna Tere Darbaar Mein Jis Shakhs Ki Shanwaayi Howi Jab Teri Yaad Ko Koi Bhi Thikaana Na Milay Meri Baahon Mein Chali Aati Hai Ghabraayi Howi … [Read more...]
Ab shiddat-e-gham main massnuyi* araam sahara deta hai,
Ab shiddat-e-gham main massnuyi* araam sahara deta hai, Ya dost tasalli dete hain, ya jaam sahara deta hai, Aye dost mohabbat ke sadmey tanha hi uthaaney parte hain, Rehbar to is rastey mein do’gaaam sahara dete hain, Woh naam hain sirf is dunya mein ik saaqi* ka ik yazdaan ka, Ik naam pareshaan karta hai ik naam sahara deta hai, Tufaan ki chatoon* to dekho, saahil ki koi umeed bhi hai, Malaah* ki surat to dekho, nakaam sahara deta hai, Hum ko bhi Adam kuch qayel kar kya lutf is bad’masti main, Kyaa aag sakoon pohanchati hai, kya jaam sahara deta hai.. … [Read more...]
Beniyaaz-E-Gham-E-Paimaan-E-Wafa Ho Jana,
Beniyaaz-E-Gham-E-Paimaan-E-Wafa Ho Jana, Tum Bhi Auron Ki Tarah Mujhse Juda Ho Jana, Main Bhi Palkon Pe Saja Lunga Lahoo Ki Boondein, Tum Bhi Paabasta-E-Zanjeer-E-Heena Ho Jana, Khalq Ki Sang-Zani Meri Khaton Ka Sila, Tum Tou Masoom Ho, Tum Door Zara Ho Jana, Ab Mere Waaste Tariyaq Hai Ilhaad Ka Zeher, Tum Kisi Aur Pujaari Ke Khuda Ho Jana … [Read more...]
Mera rishta jo teri rooh or teri zaat se hai,
Mera rishta jo teri rooh or teri zaat se hai, Ye na sumjho ye janoon hijer k jazbaat se hai, Main tau rehta hon mukhhatib her jagah tujh se, Lagta hay mera naata khud apnay aap se hai, Be’sabab tum uthha lee hain dermiyan deewarain, Koch tau milay khaber tou khhafa kis baat se hai, Main juda ho ke zindagi ko basar kaisay karoon, Meri her saans jurdi teri her saans se hai, Haan muyassar hay meray aangan main mujhay tanhye, Ore teri yaad jo khhoey hooway lumhaat se hai, Yun tau guzeri hay qayamat mujhay chho ker her dum, Zindagi shayed meri teray kamalaat se hai, Janay kyun dil ye … [Read more...]