Yun durr rehkar duriyon ko badhaya nahi karte, Apne deewano ko sataya nahi karte, Har waqt bas jise tumhara khayal ho, Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte. … [Read more...]
Desi Shayari
We have the best collection of Desi shayari or desi poetry mostly Pakistani and Indian people like Desi type of shayari.
Top Tags: Desi shayari Shayari, desi shayari SMS Shayari, SMS desi shayari Shayari, desi shayari SMS Shyari, desi shayari SMS Shayri, desi shayari Funny Shayari, desi shayari Shayari Site's, desi shayari Shayari Website's, desi shayari Shayari, SMS desi shayari Sher O Shyari
Jurm E inkaar ki sazaa hi de
Jurm E inkaar ki sazaa hi de Mere haq meN bhi kuch sunaa hi de Ishq meN ham nahiN zyaadaa-talab Jo teraa naaz E kam-nigaahi de Tu ne taaroN se shab ki maaNg bhari Mujh ko ek ashk subh-gaahi de Tu ne banjar zamiN ko phuul diye Mujh ko ek zakhm dil-kushaa hi de BastiyoN ko diye haiN tu ne chiraaG Dasht E dil ko bhii koii raahi de Umr bhar ki navaa-gari kaa silaa Ae Khudaa! koii ham-navaa hi de Zard-roo hain waraq KhyaaloN ke Ae shab E hijr, kuch siyaahii de Gar majaal E sukhan nahiN ‘Nasir’ Lab E khaamosh se gavaahi de … [Read more...]
Tu mila hai tou yeh khayal aya
Tu mila hai to yah khayal aaya, Zindagi itni mukhtasar kyo hay.. … [Read more...]
Sazaaon ko kon dekhe ga
Rah_E_Wafa Me Sazaon Ko Kon Dekhy Ga, Safar He Dhoop Ka Chaon Ko Kon Dekhy Ga, Hum Apni Zid Pe Aye To Cheen LenGe Tuje, Tere Shehar Ki Ghataon Ko Kon Dekhy Ga, Bichar To Jayen Magar Phir Khayal Aata Hai, Teri In Dilkash Aadaon Ko Koun Dekhy ga. … [Read more...]
Mere jismo jan pe haq tumhara hai
aaj tum kahte ho ki mere jismo jan pe hak tumhara hai par hum kaise man le ki aap par hak humara hai kyoki hum jaante hai ki aaj bhi apne aashiq ki baho mei jane ka sapna tumhara hai … [Read more...]
Ajj sharmata hy soraj os sy
Ajj sharmata hy soraj os sy wo jo taro sy hiya karta tha … [Read more...]
Es lieye bhi raat ko ghar sy nikal ata ho may
Es lieye bhi raat ko ghar sy nikal ata ho may sardiyon ke chand ko ehsas-y tanhai na ho … [Read more...]
Pocho tu ek ek hy tanha sulag raha
Pocho tu ek ek hy tanha sulag raha dekho tu shehar shehar hy mela laga howa … [Read more...]
mujhy maloom hy tum mujhy ko bhool jaao gay lekin
mujhy maloom hy tum mujhy ko bhool jaao gay lekin palat kar jab bhi aao gay mohabbat muntazir hogi … [Read more...]
me us ka hon ye raz wo janta ha faraz
me us ka hon ye raz wo janta ha faraz wo kis ka ha ye sawal mujy sony nhe deta … [Read more...]